Dosto, kaise ho? Iss post mein hum aapko Black and Orange Lightroom Preset ke bare mein batayenge. Agar aap is preset ko apni photos par apply karte hain to aapki photos mast tarike se edit ho jayegi. Yeh preset banane mein kaafi time lagta hai aur ye presets sirf PC mein hi banaye jaate hain. Agar aap is preset se apni photo edit karna chahte hain to aapki photo ka background green hona chahiye, tabhi color tone sahi se apply hoga. Is post mein aapko sab kuch bataya gaya hai, isliye poora padhen.
What is Lightroom?
Lightroom, Adobe ke dwara banaya gaya ek mobile application hai. Lightroom ko pehle PC, MacBook aur Windows ke liye banaya gaya tha. Lekin Windows platform par iski badi safalta ke baad Adobe ne un sabhi logon ke liye Lightroom mobile application bhi launch kar diya jin ke paas Windows PC ya MacBook nahi hai. Lightroom mobile app mein sabhi features mojood hain. Yadi aap Lightroom mobile mein aur features chahte hain, to aap Lightroom ke pro application ko Playstore se download kar sakte hain. Lightroom se aap apni photos ko professional tarike se edit kar sakte hain aur iske dwara aap apni photos ko bahut hi accha bana sakte hain.
Black and Orange Preset 2024
Iss article mein, hum aapko Black and Orange Lightroom Preset ko download karne ka tarika bataenge. Aapko YouTube par “Black and Orange Lightroom Preset” search karna hoga. Jaise hi aap search karenge, aapko kai videos mil jaengi jahan se aap presets download kar sakte hain. Is preset ko apni photo par apply karne ke liye, photo ka background green hona zaroori hai, tabhi color tone sahi se apply hoga. Yeh preset apki photo ko ek amazing aur accha look dega.
System Requirements
- Smartphone Android Version: Android 4.0 ya usse upar
- Smartphone RAM: 1 GB
- Storage on Smartphone: 4 GB
- Installed Lightroom App: Latest version on Smartphone
Lightroom Presets Information
Lightroom presets ek photo ke upar banaye jaate hain jinmein kai saare colors ka mix hota hai. Iski madad se aap apni kisi bhi photo par behatreen color aur effects de sakte hain sirf 1 click mein bina editing ke. Bahut se logon ko Lightroom ko sahi se use karna nahi aata, par Lightroom presets un sabhi logon ka kaam bahut aasan kar dete hain. Agar aapko presets use karna nahi aata to niche diye gaye steps padhen.
How to Use Black and Orange Lightroom Preset
- Download Preset: YouTube video dekh kar Black and Orange Lightroom Preset ko download karen.
- Add to Lightroom Mobile App: Preset ko apne Lightroom mobile app mein sabse pehle add karen.
- Open Preset in App: Lightroom mobile app mein preset ko open karen.
- Copy Settings: Top right side mein 3 dots par click karen aur “Copy Settings” ko choose karen.
- Open Your Photo: Lightroom mobile app mein apni photo open karen.
- Paste Settings: Top right side mein 3 dots par click karen aur “Paste Settings” ko choose karen.
- Apply Preset: Paste settings karte hi apki photo mein preset lag jayega aur photo amazing ban jayegi.
Frequently Asked Questions(FAQs)
Q1: Lightroom Preset kya hai?
A1: Lightroom presets ek ready-made settings hain jo aap apni photos par sirf ek click mein apply kar sakte hain.
Q2: Black and Orange Preset kaise download karen?
A2: Black and Orange preset download karne ke liye YouTube par search karen aur video description se link pr click karke download karen.
Q3: Preset apply karne ke liye kaunsa background hona chahiye?
A3: Preset apply karne ke liye photo ka background green hona chahiye tabhi color tone sahi se apply hoga.
Q4: Lightroom app kaha se download kar sakte hain?
A4: Aap Lightroom app ko Playstore ya App Store se download kar sakte hain.
Q5: Lightroom ke professional features kaise use karen?
A5: Lightroom ke professional features use karne ke liye aapko Lightroom pro application download karna hoga jo paid version mein available hai.
Conclusion
Dosto, is post ‘Black and Orange Lightroom Preset’ aapko kaisa laga? Aap aage kis tarah ke post hamare blog par padna pasand karenge? Agar aapki koi problem ya question ho, to aap niche comment box mein pooch sakte hain. Main uska reply jald hi dene ki koshish karunga.