Dosto, iss post mein hum Cyan Sky Tone Lightroom preset ke bare mein baat karenge. Agar aap iss preset ko apne photos mein apply karte hain, toh aapki photos amazing lagne wali hain. Ye presets banane mein kaafi time lagta hai kyunki ye saare presets PC par bante hain. Is preset mein aapko do color tones dekhne ko milte hain: Cyan aur Sky. Is post mein aapko sab kuch bataya gaya hai, kaise aap ise use kar sakte hain aur kaise presets ko download karna hai. Is article ko last tak padhiyega, sab kuch samajh aa jayega.
What is Lightroom?
Lightroom, Adobe ke dwara banaya gaya ek mobile application hai. Lightroom ko pehle PC, MacBook, aur Windows ke liye banaya gaya tha. Lekin Windows platform par Lightroom ki badi safalta hone ke baad, Adobe ne sabhi users ke liye Lightroom mobile application bhi launch kar diya, jinke paas Windows PC ya MacBook nahi hai. Lightroom mobile ek aisa app hai jisme sabhi features maujood hain. Yadi aapko aur features chahiye, toh aap Lightroom ke pro application ko Playstore se download kar sakte hain. Lightroom se aap apne photos ko professional tareeke se edit kar sakte hain aur unhe bahut hi accha bana sakte hain.
Cyan Sky Preset 2024
Iss article mein Cyan Sky Lightroom presets ko download karne ke liye aapko YouTube par “Cyan Sky presets” search karna hoga. Jaise hi aap “Cyan Sky Lightroom presets” search karenge, aapko video mil jayegi jahan se aap presets download kar sakte hain. Is preset ko aap apne photos par apply kar sakte hain aur Cyan Sky Lightroom presets se apne photos ko edit kar sakte hain. Download karne ke liye video ke description mein link mil jayega.
System Requirements
- Smartphone Android version: Android 4.0 ya uske upar
- Smartphone RAM: 1 GB
- Storage on Smartphone: 4 GB
- Installed Lightroom app: Latest version
Adobe Lightroom Information in Hindi
Adobe Lightroom CC mobile ek photo editing application hai jo Adobe ne banaya hai. Pehle is application ko PC ke liye banaya gaya tha aur uske baad Android aur iOS par bhi launch kiya gaya. Adobe Lightroom CC mobile mein PC jitne tools toh nahi hain, par jitne bhi tools hain wo bahut powerful hain. In tools ki madad se aap apne photos ko professional look de sakte hain. Aasha karta hoon ki aapko Adobe Lightroom CC mobile ke baare mein jaanne mein madad mili hogi.
Lightroom Presets Information
Lightroom presets ek photo par banaya jaata hai jismein bahut saare colors ka mix hota hai. Iski madad se aap kisi bhi photo par behatareen color aur effect de sakte hain sirf 1 click mein bina editing ke. Bahut se logon ko Lightroom ko sahi se use karna nahi aata, par Lightroom presets unka kaam bahut aasaan kar dete hain sirf 1 click mein. Agar aapko presets use karna nahi aata, toh aap niche diya gaya lekh padh sakte hain.
How to Use Cyan Sky Lightroom Preset
- Cyan Sky presets ko YouTube video dekh kar download karein.
- Presets ko apne Lightroom mobile app mein add karein.
- Lightroom mobile app mein preset ko open karein.
- Top right side par 3 dots par click karke “Copy Settings” ko choose karein.
- Apne photo ko Lightroom mobile app mein open karein.
- Top right side par 3 dots par click karke “Paste Settings” ko choose karein.
- Paste settings karte hi aapke photo mein preset lag jayega aur aapke photos amazing ban jayenge.
Frequently Asked Questions(FAQs)
Lightroom kya hai?
Lightroom Adobe ka ek photo editing application hai jo mobile aur desktop dono ke liye available hai.
Lightroom mobile application mein kaise install karein?
Aap Playstore ya App Store se Lightroom mobile application ko download kar sakte hain.
Lightroom presets kya hote hain?
Lightroom presets pre-configured settings hote hain jo aapke photos ko 1 click mein edit kar dete hain.
Cyan Sky Lightroom presets kaise download karein?
Cyan Sky Lightroom presets ko YouTube par search karke download kar sakte hain.
Cyan Sky presets ko photos par kaise apply karein?
Presets ko download karke Lightroom mobile app mein add karein aur settings ko copy-paste karke apne photos par apply karein.
Conclusion
Dosto, iss post ‘Cyan Sky Presets’ aapko kaisa laga? Aap aage kis tarah ke posts hamare blog par padna pasand karenge? Agar aapki koi problem ya question hai, toh niche comment box mein poochh sakte hain aur main uska reply jaldi dene ki koshish karunga.