Hello dosto, kaise ho? Aaj ki post mein main aapko premium Lightroom presets ke baare mein batane wala hoon. Agar aap in presets ko apni photo mein apply karte hain to aapki photo mein premium color tone aane wala hai. Ye premium presets un photos mein achhe se apply hote hain jin photos ke background mein hari bhari ghass ya green background hota hai. In photos mein presets achhe se apply hote hain, to aapko post ko last tak padna hoga kyunki sab kuch bataya gaya hai.
What Is Lightroom?
Lightroom, Adobe ke dwaara banaaya gaya ek mobile application hai. Lightroom ko initially PC, MacBook aur Windows ke liye banaya gaya tha, lekin Windows platform par Lightroom ki badi safalta hone ke baad Adobe ne un sabhi logon ke liye Lightroom mobile application bhi launch kar diya jinke paas Windows PC ya MacBook nahi hai. Lightroom mobile app mein sabhi features maujood hain jo aapko apni photos ko professional tareeke se edit karne mein madad karte hain. Agar aap Lightroom mobile mein aur features chahte hain, to aap Lightroom ke pro application ko Play Store se download kar sakte hain.
Premium Lightroom Presets 2024
Iss article mein, main aapko premium Lightroom presets ko download karne ka tareeka bataunga. Aapko YouTube par “Pastel Tone Lightroom Presets” search karna hoga aur jaise hi aap premium Lightroom presets search karenge to aapko videos mil jaengi jahan se aap presets download kar sakte hain. In presets ko aap apni photo par apply karenge to aap apni photos ko premium Lightroom presets ke saath edit kar sakte hain. Download karne ke liye video ke description mein link mil jaega.
System Requirements
- Smartphone Android Version: Android 4.0 ya usse upar
- Smartphone RAM: 1 GB
- Storage: 4 GB available on Smartphone
- Lightroom App: Latest version installed on Smartphone
Adobe Lightroom Information in Hindi
Adobe Lightroom CC Mobile ek photo editing application hai jo Adobe ki taraf se banaya gaya hai. Initially, ye PC ke liye banaya gaya tha aur uske baad Android aur iOS par bhi launch kiya gaya. Lightroom mobile app mein, PC jitne tools nahi diye gaye hain, lekin jitne bhi tools hain, vo bahut powerful hain jinki madad se aap apni photo ko professional look de sakte hain. Aasha karta hoon ki aapko Adobe Lightroom CC mobile ke baare mein jaanane mein madad mili hogi.
Lightroom Presets Information
Lightroom presets ek photo ke upar banaya jaata hai jismein bahut saare colors ka mix hota hai. Iski madad se aap kisi bhi photo par behtareen color aur effect de sakte hain sirf ek click mein bina editing kare. Dosto, bahut se log hain jinhe Lightroom ko sahi se use karna nahi aata, lekin Lightroom presets unka kaam bahut aasaan kar dete hain sirf ek click mein. Agar aapko presets use karna nahi aata hai to aap niche wale lekh ko padhein jismein bataya gaya hai kaise presets ko use kiya jaata hai.
How to Use Premium Lightroom Presets
Iss premium Lightroom presets ko download karne ke baad aap kaise apni photo mein in presets ko use kar sakte hain, uske liye niche diye gaye kuch points ko dhyaan se padhein aur follow karein:
- Premium Lightroom presets ko YouTube video dekh kar download karein.
- Presets ko apne Lightroom mobile app mein add karein.
- Presets ko Lightroom mobile app mein open karein.
- Top right side mein 3 bindu par click kar ke “Copy Settings” ko choose karein.
- Apni photo ko Lightroom mobile app mein open karein.
- Top right side mein 3 bindu par click kar ke “Paste Settings” ko choose karein.
Paste settings karte hi aapki photo mein presets lag jaega aur aapki photo bahut hi amazing ban jaegi.
Frequently Asked Questions(FAQs)
Lightroom Mobile App kaise download karen?
Lightroom mobile app ko aap Play Store ya App Store se easily download kar sakte hain.
Lightroom presets kya hote hain?
Lightroom presets predefined settings ka set hota hai jo aapki photos ko quickly edit kar deta hai.
Kya Lightroom presets sabhi photos par apply ho sakte hain?
Haan, Lightroom presets ko aap kisi bhi photo par apply kar sakte hain, lekin green background wali photos par ye zyada effective hote hain.
Lightroom Mobile aur Lightroom Pro mein kya difference hai?
Lightroom Pro mein aapko additional features milte hain jo free version mein available nahi hote.
Kya Lightroom mobile se professional photo editing kar sakte hain?
Haan, Lightroom mobile app se aap professional photo editing kar sakte hain kyunki isme powerful tools available hain.
Conclusion
Dosto, iss post ‘Premium Lightroom Presets’ aapko kaisa laga? Aap aage kis tarah ke posts hamare blog par padna pasand karenge? Agar aapki koi problem/question hai to niche comment box mein poochh sakte hain aur main uska reply jald hi dene ki koshish karunga.